Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAmitabh Bhattacharya
HomeAmitabh Bhattacharya
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mujhko itna bataaye koi kaise tujhse dil na lagaaye koi rabba ne tujhko banaane mein kar di hai husn ki khaali tijoriyaan kaajal ki siyaahi se likhi hai tune jaane kitnon ki love storiyaan kesariya tera ishq hai piya rang jaaun jo main haath lagaaun din beete saara teri fikr mein rain saari teri khair manaaun kesariya tera ishq hai piya rang jaaun jo main haath lagaaun din beete saara teri fikr mein rain saari teri khair manaaunnn heyy hmmm heyyyy patjhad ke mausam mein bhi rangeen chanaaro jaisi jhanke sannaaton mein tu veena ke taaron jaisi hmm sadiyon se bhi lambi ye mann ki amawasein hain aur tu phuljhadiyon waale tyohaaron jaisi chanda bhi deewaana hai tera jalti hain tujhse saari chakoriyaan kaajal ki siyaahi se likhi hai tune jaane kitnon ki love storiyaan kesariya tera ishq hai piya rang jaaun jo main haath lagaaun din beete saara teri fikr mein rain saari teri khair manaaun kesariya tera ishq hai piya rang jaaun jo main haath lagaaun din beete saara teri
khalifa khalifa khalifa bade karam jale hain aye khalifa khalifa khalifa badhe kadam chale hain zokhim hardam hardam zokhim humein yehi talab hai jaise tevar waise mausam ye rutbaa alag hai khalifa khalifa khalifa bade karam jale hain khalifa khalifa khalifa badhe kadam chale hain zokhim hardam hardam zokhim humein yehi talab hai jaise tevar waise mausam ye rutbaa alag hai khalifa khalifa khalifa badhe aasmaan zara nichodh ke ooo oo ooo ooo pee lee sharbat neela ooo oo ooo ooo sooraj ka ek tukda baadal ka ek tukda sau ungliyon se pakda chaba liya khalifa khalifa khalifa bade karam jale hain khalifa khalifa khalifa badhe kadam chale hain zokhim hardam hardam zokhim humein yehi talab hai jaise tevar waise mausam ye rutbaa alag hai khalifa khalifa khalifa bade karam jale hain khalifa khalifa khalifa badhe kadam chale hain zokhim hardam hardam zokhim humein yehi talab hai jaise tevar waise mausam ye rutbaa alag hai khalifa khalifa khalifa bade khalifa khalifa khalifa
aelle phir aa gaya tu ses utha ke dum lega kya meri jaan khake khoon choosne tu aaya khoon choosne bloody khooni monday kyun aaya khoon choosne tu ja re ja re ja kabootar jaa main nahin jaana main nahin jaana main nahin jaana bistar ko chhod ke khoon choos le tu mera khoon choos le bloody khooni monday tu chahe choos le kintu main nahin jaana main nahin jaana main nahin jaana bistar ko chhod ke khoon choos le tu mera khoon choos le bloody khooni monday tu chahe khoon choos le jaa jaa jaa jaa jaa jaa hey maana tere naam mein hai man ek baar to tu man ki karega kya re monday kaahe paaye na karaar jab tak tu na yaar gaade sunday ki kha bar par jhande oo shakoon ke shikari somvaar main nahin jaana main nahin jaana main nahin jaana bistar ko chhod ke khoon choos le tu mera khoon choos le bloody khooni monday tu chahe khoon choos le sunday hai dildaar deke maiya ka pyaar mujhe loriyaan gaake jo sulaaye par tera hai vichaar ke main shankh hoon yaar poore power se mujhko
khul ke jeene ka tareeka tumhein sikhaate hain hans ke dekho na lateefa tumhein sunaate hain umar ke saal kitne hain gin gin ke kya karna beet jaayein na ginti mein hi warna aao filmon ke beadab gaane gaate hain heroine hero aaj hum tum ban jaate hain khul ke jeene ka tareeka tumhein sikhaate hain hans ke dekho na lateefa tumhein sunaate hain khushiyaan to rakhi hain pocket mein kaagaz ke nanhe se packet mein inki bijli ki tarah kyun bachat karein batao na kharch kar daalenge saari aaj hi aao na hain mehnge dard bade aur muskaan paayi humne maut mein khul ke jeene ka tareeka tumhein sikhaate hain hans ke dekho na lateefa tumhein sunaate hain umar ke saal kitne hain gin gin ke kya karna beet jaayein na ginti mein hi warna aao filmon ke beadab gaane gaate hain heroine hero aaj hum tum ban jaate hain dil ki hai itni hi naadaani chutki mein ho jaaye rumaani yaari aur chahat ke jo beech ki maheen sarhad hai paar usko kar jaana dil ki buri aadat hai aasaani se aa jaaye
khwahishon ka chehra kyun dhundhla saa lagta hai kyun anginat khwahishein hain khwahishon ka pehra kyun thehra sa lagta hai kyun yeh galat khwahishein hain har mod par phir se mud jaati hai khilte hue pal mein murjhati hai hai besharam phir bhi sharmaati hai khwahishein zindagi ko dheere dheere dasti hain khwahishein aansu ko peete peete hansti hain khwahishein uljhi hui kashmakash mein umar katt jaati hai aankhein mich jaayein jo ujaalon mein kis kaam ki aisi roshni oo bhatka ke naa laaye jo kinaron pe kis kaam ki aisi kashti aandhi ye dheere se laati hai vaada kar dhokha de jaati hai munh pher ke hans ke chidaati hai khwahishein hey aye zindagi ko dheere dheere dasti hain khwahishein aansu ko peete peete hansti hai khwahishein uljhi hui kashmakash mein umar katt jaati hai haan haan haan hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm laa raa la laa raa la laa laaa
let ke sofe pe killaan gaade plasma tv ka mukhda taade lazy lad lazy lad saiyaan lo kar lo baat kaam ki baaton se palla jhaade bewajah kismat pe yeh bill phaade are lazy lad lazy lad saiyaan lo kar lo baat yeda hai haaye re peda na khaaye re toko to poochhe why why why why baby why why why why re khote da puttaraa samjhaaun kis tarah apna hi rona gaaye gaaye gaaye gaaye dekho gaaye gaaye gaaye gaaye ulte haath lo kar lo baat pressure cooker ki seeti siyaaron se sayaana yeh fan hai khud ka khayaalon ka pulaaw paka ke phir pulaaw nasal hai karele chal hat let ke sofe pe killaan gaade plasma tv ka mukhda taade lazy lad lazy lad saiyaan lo kar lo baat kaam ki baaton se palla jhaade bewajah kismat pe yeh bill phaade arre lazy lad lazy lad saiyaan lo kar lo baat
main agar sitaaron se chura ke laun roshni hawaaon se chura ke laun raagini na poori ho sakegi unse magar teri kami main agar nazaaron se chura ke laun rangatein mazaaron se chura ke laun barkatein na poori ho sakegi unse magar teri kami ye duniya parayi hai bas ek apna hai tu jo sach ho mera wo savere ka sapna hai tu dekhunga tera raasta ho kuchh tujhe bas khuda na khaasta ho hoooo ho tere bina umar ke safar mein bada hi tanha hoon main raftaar jo waqt ki pakad na sake woh lamha hoon main falgun ke mahine tere bina hain pheeke jo tu nahin toh saare saawan mere sookhe main agar kitaabon se chura ke laun kaayde hisabon se chura ke laun faayde na poori ho sakegi unse magar teri kami main agar sitaron se chura ke laun roshni hawaaon se chura ke laun ragini na poori ho sakegi unse magar teri kami ye duniya parayi hai bas ek apna hai tu jo sach ho mera woh savere ka sapna hai tu dekhunga tera raasta ho kuchh tujhe bas khuda na khaasta khaasta khuda na khaasta khuda na
kabhi gardishon ka maara kabhi khwahishon se haara roothe chaand kaahe chakor zara se bhi samjhoute se yeh parhez rakhta hai kyun maane na kabhi koi zor duniya jahaan ki bandishon ki yeh kahaan parwaah kare jab kheenche teri dor kheenche teri dor manchala manchala teri ore manchala manchala teri ore khamoshiyon ki sooraton mein dhoondhe tera shor dhoondhe tera shor manchala manchala teri manchala teri manchala manchala teri ore rookhi sookhi dil ki hai zameen jaane kahaan gum hui nami meri ummeed hai teri baarishen sahe kayi waar pyaar ke tujhe har baar haar ke seekhe phir bhi kabhi nahin saazishen ho tere liye aaj khud se hi bhaage hain himmat ke tukde bator ho bhaage zamaane se chhup ke dabe paanv jaise koi chor jaise koi chor manchala manchala teri ore manchala manchala teri ore khamoshiyon ki sooraton mein dhoondhe tera shor dhoondhe tera shor manchala manchala teri ore manchala manchala teri ore manchala manchala teri ore manchala manchala teri ore
goriya re chhoriya re goriya re chhoriya re tera jalwa dekha toh dil hua milkha badi tez bhaage re manma emotion jaage re manma emotion jaage manma emotion jaage re manma emotion jaage dil jagah se hil gaya re dil jagah se hil gaya re tukdon mein nikla re dil ka chhilka tune phenka khaa ke re manma emotion jaage re manma emotion jaage manma emotion jaage re manma emotion jaage saiyaan mera desi typical saiyan peepal ki thandi chhaiyan mein naache ta ta thaiya thaiya daiya daiya mera desi typical saiyan peepal ki thandi chhaiyan mein naache ta ta thaiya thaiya saiyan o mere saiyaan saiyaan saiyaan saiyaan saiyaan dil ki phansi hai naiyaa majdhaar mein sun le vistaar mein ho lut gaya pyaar mein ye toh bata de mere jazbaat ka itna kam rate kyun hai tere bazaar mein karke waada kyun na aayi karke waada kyun na aayi hua dil ka jagrata halka phulka sa dhokha kha ke re ee manma emotion jaage re manma emotion jaage manma emotion jaage re manma emotion jaage tu jo mila
chehre padhna jaane naina chehre padhna jaane naina jin chehron ke deewaane naina jo pairon ki zanjeere hain un rasmon se begaane naina sadke jaawaan sadke jaawaan naadani ka karke daawa nikle kitne nikle kitne sayaane saayane naina haan tauba kasam se tauba kasam se matvaare matvaare kisi sanam ke kisi sanam ke maare naina ishq samandar ki lehron ke machhwaare machhwaare tauba kasam se tauba kasam matvaare matvaare naina kahein ki jab raazi raazi hai rab to kaazi kaazi ki dakiya nusi hidayat kyun maane waane ji inhonne jeeti jeeti hai dil ki baazi baazi inhe kya roke zubaanon ke taane waane ji jinko apna maane naina unse nibhaaye yaaraane naina sabke dar pe mattha teke majhab saare jo maane naina o sadke jaawaan sadke jaawaan naadani ka karke daawa nikle kitne nikle kitne sayaane saayane naina haan tauba kasam se tauba kasam se matvaare matvaare kisi sanam ke kisi sanam ke maare naina ishq samandar ki lehron ke machhwaare machhwaare tauba kasam se tauba kasam
teri ungli thaam ke teri duniya mein chalun mere rang tu na rangey toh tere rang mein main dhalun mujhe kuchh mat de bas rakh le mera nazraana bin sharton ke haan tujhse mera yaraana mujhe mehram mehram mehram mujhe mehram jaan le mujhe mehram mehram mehram mujhe mehram jaan le meri aankhon mein teri soorat pehchaan le mujhe mehram mehram mehram mujhe mehram mujhe mehram jaan le khul ke na keh sake kaanon mein bol de apna har raaz tu aa mujhpe khol de mere rehte bhala kis baat ka hai ghabraana ab se tera haafiz hai mera yaarana mujhe mehram mehram mehram mujhe mehram jaan le mujhe mehram mehram mehram mujhe mehram jaan le meri aankhon mein teri soorat pehchaan le mujhe mehram mehram mehram mujhe mehram mujhe mehram jaan le tere hisse ka neela aasmaan hoga na kabhi baadal mein chhupa tujhpe aanch na koi aayegi taqleefein kabhi chhoo na payengi mujhe yeh waada hai jeete jee poora kar jaana bin sharton ke haan tujhse mera yaaraana mujhe mehram mehram mehram mujhe
drame pachaas karte hain chhore ye mujhpe marte hain meri dhadkan ki galiyon mein lekin tere hi charche hain mera naam mary hai mary sau takka teri hai mera naam mary hai mary sau takka teri hai mere jazbaat ko kaahe footpath pe bhari dopehari paidal chalaaye dheere dheere se kyun teri deewani ko agarbatti ke maafik jalaaye mujhe chhoo le zara jee le zaraa baahon mein kas ke dabaa ke nahi to sandook mein rakhungi kya joban ka beema karake mujh pe ye saare note kharche hain meri dhadkan ki galiyon mein lekin tere hi charche hain mera naam mary hai mary sau takka teri hai na na na na na mera naam mary hai mary sau takka teri hai haaye badi garmi hai re teri har baat mein aaja saanson ka ac chala dun hogi pardes ki pehalwani teri aaja do ghoont desi pilaa doon teri aankhein hain ya chumbak piya mujh ko teri ore kheenche kabhi galti se tu seeti baja meri bhi khidki ke neeche auron mein ye bhi to meri dhadkan ki galiyon mein lekin tere hi charche hain mera naam mary hai
tu mera hukum ka ikka tu hi meri cricket ka chhakka main aladdin tu mera jinn main adhoora tere bin tu meri boli ka sikka tu hi dildaar mera pakka tu aladdin main tera jinn main adhoora tere bin main kisi se kam nahin toone sikhaya jeene ka nuskha yehi toone bataaya naach meri jaan hoke magan tu chhod ke saare kintu parantu naach meri jaan hoke magan tu chhod ke saare kintu parantu maar chhalaange chhu le gagan tu chhod ke saare kintu parantu naach meri jaan hoke magan tu chhod ke saare kintu parantu ho rishta humaara jaise ke dori se judi ho patang patang patang patang tujh se bichhad ke chal na sakunga ek bhi main kadam kadam kadam kadam rishta humaara jaise ke dori se judi ho patang patang patang patang tujh se bichhad ke chal na sakunga ek bhi main kadam kadam kadam kadam palkon pe mujhko bas tune bithaya jeene ka nuskha yehi tune bataaya chhed ghata ko banke pawan tu chhod ke saare kintu parantu naach meri jaan hoke magan tu chhod ke saare kintu parantu maar
meri adhoori kahaani lo daastaan ban gayi hoo tune chhuaa aaj aise main kya se kya ban gaya sehme huye sapne mere haule haule angdaiyaan le rahe thehre huye lamhe mere nayi nayi gehraiyaan le rahe zindagi ne pehni hai muskaan karne lagi hai itna karam kyun na jaane karvat lene lage hain armaan phir bhi hai aankh num kyun naa jaane o saiyyan odhu teri kaaya solah singaar main saja loon sangam ki ye raina isme tyohar main mana loon khushboo teri chhoo ke kastoori ho jaaun kitni pheeki thi main sindoori ho jaaun sur se zara behki huyi meri duniya thi badi besuri sur mein tere dhalne lagi bani re piya main bani baansuri zindagi ne pehni hai muskaan karne lagi hai itna karam kyun na jaane karvat lene lage hain armaan phir bhi hai aankh num kyun naa jaane o saiyyan mere aasmaan se jo hamesha gumshuda the chaand taare tune gardishon ki lay badal di laut aaye aaj saare oo saiyyan
lambi lambi badi haanke ain mauqe pe saala fuss bad luck ne diya tohfa khol ke ho gaya khush apni barbaadi ka siren sunke bhi besharam poochhe what is that that that paaji tussi such a pussy cat ullu da patha total spoiled brat ainvayi karda rehnda jitnu chat oh paaji tussi such a pussy cat kya jaane teri kundli mein kaun se grah ki hai dasha aa ke apne hi chakravyuh mein beta abhimanyu tu phasaa chaar foot ki chhori de gayi re googli tu khada pakde apni bat bat bat paaji tussi such a pussy cat ulla da patha total spoiled brat ainvayi karda rehnda jitnu chat oh paaji tussi such a pussy cat big budget tere saare sapne haath mein lolipop hai par haqeeqat ki theatron mein teri saari filmen flop hai flop ki khatiya pe flat kyun leta hai mard ban beta uth ke baith baith baith paaji tussi such a pussy cat ulla da patha total spoiled brat ainvayi karda rehnda jitnu chat oh paaji tussi such a pussy cat paaji paaji paaji paaji paaji paaji o paaji tussi such a pussy cat ulla
ae bikaneri chhokri santre ki tokri ghar toh chhudwaya ab kya chhudayegi naukri romeo romeo gali ke romeo bholi shakal waale saare ke saare farebiyon aye romeo romeo bhade ke premiyon kaahe gale pade ho bin bulaye baraatiyon le toh gayi kaleja sang mein humein bhi leja yeh toh chori pe hai seena zori kabhi lage monalisa kabhi kabhi lage lolita aur kabhi jaise kadambri haaye meri param param param param sundari haaye meri param param param param param sundari sar se pair talak betahasha husn se bhari haaye meri param param param param param sundari pairon mein paayal ki bedi se bandh ke main na rehne waali main alhad purvah ke jaisi hoon pardeson tak behne waali mujhe gehnon se badh ke sapnon ki chaahat hai jin sapnon ko sach ho jaane ki aadat hai katti hai meri mardon se yaari filmon ke pardon se le toh gayi kaleja sang mein humein bhi leja yeh toh chori pe hai seena zori kabhi lage monalisa kabhi kabhi lage lolita aur kabhi jaise kadambri haaye meri param param
badle tere maahi laake jo koyi saari duniya bhi dede agar toh kise duniya chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye kisi ki na madad na dua chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye sunn haaniye jind jaaniye sau baar janam loon toh bhi tu hi humdum har dafa chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye kisi ki na madad na dua chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye tu hi re tu hi re tu hi re heeriye tu hi re tu hi re tu hi re meeriye tu meri main hoon tera raanjha tu hi re tu hi re tu hi re heeriye tu hi re tu hi re tu hi re meeriye tu meri main hoon tera raanjha ho jab tak teri neend na toote ugta nahin hai sooraj mera ann ann ammm jab tak teri neend na toote ugta nahin hai sooraj mera khwaab rahe kis kaam ke mere khwaab se pyara tu sach mera sunn haaniye jind jaaniye zakhmon ko mere marham ki jagah bas tera chhua chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye tu hai toh mujhe
nothing like my jatt mahiya nothing like my mutyaara nothing like some kangna shangna and long da lashkara buggi te wuggi mein gidha kholna dholon ke beeton pe main to dolna i toh go crazy he jab vajde punjabi wedding song aye baaja te waaja te ghodi te shaamiyana laddoo te shaddu te lassi te khaana baana happiness makhhan mar ke ho gayi multiply chacha te chachi te mami te biji biji honthon pe laali te phonon me biji biji show show wali garm hawa pe kardi rehndi fly chatti champagne ke dhakkan kholna dholon ke beeton pe main to dolna haye sharam chhad ke laga jatke ke isme nothing wrong i toh go crazy ke jab wajde punjabi wedding song jannaton ki lage meherbani haan mujhe bhi aisi jodi hai banani apni hatheli aur lakeeren saath saath hai ek mubarak barsaten kaynat karti hai kaho rab ko hai har shukrana ghar mere bi nazar nazrana par tere varga hi tere jaissa hi chanda mahiya senti main hoti aur mental dholna buggi te wuggi mein gidha kholna i toh go crazy he jab
khushkhabri aisi mili hai uchhalne lage hum hawa mein poori huyi dil ki tamanna bada hi asar tha dua mein khushkhabri aisi mili hai uchhalne lage hum hawa mein poori huyi dil ki tamanna bada hi asar tha dua mein ban than ke baal bana ke joota polish karwa ke naachenge hum ta ta thaiya sajan radio ooo bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara sajan radio ooo bajai ke sabhi ko nachaiyo zara sajan radio ooo bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara ho mere dil ka khoya sa tukda lautega ek din kabhi iska mujhe tha yakeen iska mujhe tha yakeen aaa sadqe mein chaahe lag jaaye isko saari umar bhi meri hoga mujhe ghum nahin hoga mujhe ghum nahin afsar ke jaisa aintha motor gaadi mein baitha aayega mera sipahiya sajan radio ooo bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara sajan radio ooo bajai ke sabhi ko nachaiyo zara sajan radio ooo bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara pa pa pa pa ra pa ra pa pa pa pa ra pa ra o kaaka oo mausi o cycle waale bhaiya ban than ke baal bana ke joota polish karwa ke naachenge hum ta ta thaiya
mere saaiyaan mere saaiyaan ree saaiyaan ree sachaa bole na jhoota mahiyaa re hoo oo mere saaiyaan ree saaiyaan ree jhooti mayaa ka jhoota hai jiya re hoo oo ab kis disha jaaun kit main basera paaun tu jo thame sambhal jaaun hoo oo saaiyaan mere saaiyaan saaiyaan mere saaiyaan mere saaiyaaan mere saaiyaan re saaiyaan re sachaa bole na jhoota mahiyaa re daaman mein samete andhera laayi hai behrupiyaa roshani hoo oo loriyaan gaayen to neenden jal jati hai laage gal sureeli chandani mere saiyaan re saiyaan re dil sheeshe ka toota aashiyan re hoo oo ab kis disha jaaun kit main basera paaun tu jo thame sambhal jaaun hoo oo saiyaan mere saiyaan saiyaan mere saiyaan mere saiyaan mere saiyaan mere saiyaan mere saiyaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kesariya Brahmastra Part One Shiva (2022) 04:28 13830
 
Poster of Brahmastra Part One Shiva (2022)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2022
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Ranbir Kapoor, Alia Bhatt
Duration : 04:28   Song Number : 13830   

Khalifa Lekar Hum Deewana Dil (2014) 05:00 37268
 
Poster of Lekar Hum Deewana Dil (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Deeksha Seth, Armaan Jain
Duration : 05:00   Song Number : 37268   

Khoon Choosle Go Goa Gone (2013) 03:21 32389
 
Poster of Go Goa Gone (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Music Director- 
Sachin, Jigar
On Screen Actors- 
Kunal Khemu, Vir Das, Anand Tiwari
Duration : 03:21   Song Number : 32389   

Khulke Jeene Ka Dil Bechara (2020) 03:59 12560
 
Poster of Dil Bechara (2020)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2020
Music Director- 
A R Rahman
Duration : 03:59   Song Number : 12560   

Khwahishein Heroine (2012) 03:58 32424
 
Poster of Heroine (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Music Director- 
Salim, Sulaiman
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor
Duration : 03:58   Song Number : 32424   

Lazy Lad Ghanchakkar (2013) 03:16 35973
 
Poster of Ghanchakkar (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Music Director- 
Amit Trivedi
Singer- 
Richa Sharma
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Vidya Balan
Duration : 03:16   Song Number : 35973   

Main Agar Tubelight (2017) 04:39 38611
 
Poster of Tubelight (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Atif Aslam
On Screen Actors- 
Salman Khan
Duration : 04:39   Song Number : 38611   

Manchala Hasee Toh Phasee (2014) 03:50 36265
 
Poster of Hasee Toh Phasee (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Music Director- 
Vishal-Shekhar
On Screen Actors- 
Parineeti Chopra, Sidharth Malhotra
Duration : 03:50   Song Number : 36265   

Manma Emotion Jaage Dilwale (2015) 03:29 37328
 
Poster of Dilwale (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Music Director- 
Pritam Chakravarty
On Screen Actors- 
Varun Dhawan, Kriti Sanon
Duration : 03:29   Song Number : 37328   

Matvaare India's Most Wanted (2019) 04:13 11691
 
Poster of India's Most Wanted (2019)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2019
Music Director- 
Amit Trivedi
Duration : 04:13   Song Number : 11691   

Mehram Kahaani 2 (Durga Rani Singh) (2016) 04:38 38588
 
Poster of Kahaani 2 (Durga Rani Singh) (2016)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2016
Music Director- 
Clinton Cerejo
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Vidya Balan
Duration : 04:38   Song Number : 38588   

Mera Naam Mary Brothers (2015) 05:11 37128
 
Poster of Brothers (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Music Director- 
Atul Gogavale, Ajay Gogavale
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor, Sidharth Malhotra
Duration : 05:11   Song Number : 37128   

Naach Meri Jaan Tubelight (2017) 04:50 38604
 
Poster of Tubelight (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Salman Khan, Sohail Khan
Duration : 04:50   Song Number : 38604   

O Saiyyan Agneepath (2012) 04:42 17058
 
Poster of Agneepath (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Music Director- 
Ajay Atul
On Screen Actors- 
Priyanka Chopra, Hrithik Roshan
Duration : 04:42   Song Number : 17058   

Paaji Tussi Such A Pussy Cat Happy Ending (2014) 03:42 37249
 
Poster of Happy Ending (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Music Director- 
Sachin
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan
Duration : 03:42   Song Number : 37249   

Param Sundari Mimi (2021) 03:21 12561
 
Poster of Mimi (2021)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2021
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Kriti Sanon, Pankaj Tripathi
Duration : 03:21   Song Number : 12561   

Phir Aur Kya Chahiye Zara Hatke Zara Bachke (2023) 04:25 18985
 
Poster of Zara Hatke Zara Bachke (2023)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2023
Music Director- 
Sachin, Jigar
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Vicky Kaushik, Sara Ali Khan
Duration : 04:25   Song Number : 18985   

Punjabi Wedding Song Hasee Toh Phasee (2014) 03:56 33069
 
Poster of Hasee Toh Phasee (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Music Director- 
Vishal-Shekhar
On Screen Actors- 
Parineeti Chopra
Duration : 03:56   Song Number : 33069   

Radio Tubelight (2017) 04:42 38603
 
Poster of Tubelight (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Salman Khan
Duration : 04:42   Song Number : 38603   

Saaiyaan Heroine (2012) 03:23 17076
 
Poster of Heroine (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Music Director- 
Salim, Sulaiman
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor, Arjun Rampal
Duration : 03:23   Song Number : 17076   
Karaoke Songs of Amitabh Bhattacharya, Sad Songs of Amitabh Bhattacharya, Love Songs of Amitabh Bhattacharya, Dance Songs of Amitabh Bhattacharya, Hip-hop songs of Amitabh Bhattacharya, Best songs of Amitabh Bhattacharya, Super hit songs of Amitabh Bhattacharya, hit songs of Amitabh Bhattacharya, duet songs of Amitabh Bhattacharya, solo songs of Amitabh Bhattacharya, old songs of Amitabh Bhattacharya, famous songs of Amitabh Bhattacharya, Hindi Karaoke Songs of Amitabh Bhattacharya, Hindi Sad Songs of Amitabh Bhattacharya, Hindi Love Songs of Amitabh Bhattacharya, Hindi Dance Songs of Amitabh Bhattacharya, Hindi Hip-hop songs of Amitabh Bhattacharya, best Hindi songs of Amitabh Bhattacharya, super hit Hindi songs of Amitabh Bhattacharya, hit Hindi songs of Amitabh Bhattacharya, duet Hindi songs of Amitabh Bhattacharya, solo Hindi songs of Amitabh Bhattacharya, old Hindi songs of Amitabh Bhattacharya, famous Hindi songs of Amitabh Bhattacharya, Sing Along Songs of Amitabh Bhattacharya, Sing Along Sad Songs of Amitabh Bhattacharya, Sing Along Love Songs of Amitabh Bhattacharya, Sing Along Dance Songs of Amitabh Bhattacharya, Sing Along Hip-hop songs of Amitabh Bhattacharya, Sing Along Best songs of Amitabh Bhattacharya, Sing Along Super hit songs of Amitabh Bhattacharya, Sing Along hit songs of Amitabh Bhattacharya, Sing Along duet songs of Amitabh Bhattacharya, Sing Along solo songs of Amitabh Bhattacharya, Sing Along old songs of Amitabh Bhattacharya, Sing Along famous songs of Amitabh Bhattacharya